Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShama (1961)
HomeShama (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa ghabrataa tha dil jo har qaid se ghabrata thaaaaaa khud giraftaar hua jaata hai khud giraftaar hua hoooo ooooo khud giraftaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai tumne kyun pyaar se dekha mujhko tumne kyun pyaar se dekha mujhko dard bezaar hua jaata hai dard bezaar hua hoooo ooooo dard bezaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai iss tamanna mein ke tum doge sazaa aaaaaa tum doge sazaa iss tamanna mein ke tum doge sazaaaaaa dil gunahgaar hua jaata hai dil gunahgaar hua hoooo ooooo dil gunahgaar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai khel dushwar hua jaata hai aap se pyaar hua jaata hai
dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho jo dil ki raah se guzri hai wo bahaar ho tum guzri hai wo bahaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat wo ghum haseen hai jiss ghum ke zimmedaar ho tum ghum ke zimmedaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein meri wafaaon ki ulfat ki yaadgaar ho tum ulfat ki yaadgaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum
dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya aap ka aasra mil gaya aap ka aasra mil gaya pyaar ko bhi khuda mil gaya mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya dil gaya to gaya dilruba mil gaya chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa chaahta tha ye nafrat ka maara jahaan aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa ek hone naa paayen zameen aasmaan ek hone naa paayen zameen aasmaan roshni ka andhere mein ghut jaaye dam roshni ka andhere mein ghut jaaye dam chaand jaane naa maane chakori ka ghum chaand jaane naa maane chakori ka ghum ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo phool se door bhanwara pada tilmilaaye phool se door bhanwara pada tilmilaaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye shamma tak udd ke parwana aane naa paaye ooooo ooooo ooo ooo oooo ooo kar gayi kaam chupke se meethi nazar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar ho gayi dil dhadkne ki dil ko khabar dard ko ek dard aashna mil gaya dard ko ek dard
dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho mumkin hai iss ke baad koi imtehaan naa ho koi imtehaan naa ho duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya duniyaa to kya khuda se bhi ghabraa ke keh diya ghabraa ke keh diya wo meharbaan nahin to koi meharbaan naa ho koi meharbaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho loota khushi ne aag laga di bahaar ne loota khushi ne aag laga di bahaar ne aag laga di bahaar ne barbaad iss tarah bhi kisi kaa jahaan naa ho kisi kaa jahaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan ab to wahin sukoon milega mujhe jahaaaan milega mujhe jahaan ye sang dil zameen naa ho aasmaan naa ho zameen aasmaan naa ho dil ghum se jal raha hai jale par dhuwaan naa ho
ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana chaha tha muskurana marne na de mohabbat marne na de mohabbat jeene na de zamaana jeene na de zamaana hum betaalluqi ki rasmein nibah denge rasmein nibah denge hum betaalluqi ki rasmein nibah denge par tum na yaad karna par tum na yaad karna par tum na yaad aana par tum na yaad aana ye soch kar bujha di khud shamma aarzu ki ye soch kar bujha di khud shamma aarzu ki shayad ho roshni mein shayad ho roshni mein mushkil nazar milana mushkil nazar milana jab ashq pee liye hain jab honth si liye hain jab honth si liye hain jab ashq pee liye hain jab honth si liye hain tab puchhti hai duniya tab puchhti hai duniya mujhse mera fasaana mujhse mera fasaana ek jurm karke humne ek jurm karke humne chaha tha muskurana chaha tha muskurana chaha tha muskurana marne na de mohabbat marne na de mohabbat jeene na de zamaana jeene na de zamaana
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi
woh saadgi kahen ise deewangi kahen woh saadgi kahen ise deewangi kahen unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye pehle pehal ke dard ki lazzat na poochhiye lazzat na poochhiye uthi jo dil mein hook to main muskura diya uthi jo dil mein hook to main muskura diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya ye kaun sochta hai ke sajda kubool hoooooo ye kaun sochta hai ke sajda kubool ho sajda kubool ho ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya ye kaun dekhta hai kahaan sar jhuka diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein aanchal ki oth ho ke na ho ab naseeb mein ab naseeb mein maine charaag aaj hawaa mein jala diya maine charaag aaj hawaa mein jala diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya unka badha jo haath yahaan dil luta diya woh saadgi kahen ise deewangi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Se Pyaar Hua Shama (1961) 02:56 14224
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:56   Song Number : 14224   

Dhadkte Dil Ki Tamanna Shama (1961) 04:14 14220
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 14220   

Dil Gaya To Gaya Shama (1961) 08:36 16319
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kammo, Various
Duration : 08:36   Song Number : 16319   

Dil Ghum Se Jal Raha Shama (1961) 04:27 14221
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 04:27   Song Number : 14221   

Ek Jurm Karke Hamne Shama (1961) 03:59 37541
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suman Kalyanpur
Duration : 03:59   Song Number : 37541   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223   

Woh Saadgi Kahen Ise Shama (1961) 04:09 14222
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Dutt
Duration : 04:09   Song Number : 14222